Islamic Quiz
Iss Channel Me Apko Daily Islamic Quiz Milegy In Shaa’Allah.
Recent Posts
*📜🎗️REFERENCE 🎗️📜*
----------------------------------------
*🎖️📚SAHIH JAWAB: E📚🎖️*
*Bismillahirrahmanirrahim*
*Mafhum e hadith: Logo ko Neki ka hukum dena aur khud ko bhul Jane walo ke liye Sakht Azab*
------
Rasool-Allah Sallallahu Alalhi Wasallam ne farmaya jab mujhe Isra karwaya gaya to Main aise logo ke pas se guzra ke unke hont aag ki kehnchiyon se kaate Jaa rahe they maine kaha Eh Jibrail Alahih Salam ye kaun log hain uhone kaha ye Aap ki Ummat ke wo khatib log hain jo logo ko to Neiki ka hukum dete hain lakin uske bare mein apne nafson ko bhul jate hain jabke ye kitab ki tilawat bhi karte hain kya pas ye log aqal nahi rakhte
-----
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم نے فرمایا: جب مجھے اسراء کروایا گیا تو میں ایسے لوگوں کے پاس سے گزرا کہ ان کے ہونٹ آگ کی قینچیوں سے کاٹے جا رہے تھے، میں نے کہا: اے جبریل! یہ کون لوگ ہیں؟ انھوں نے کہا: یہ آپ کی امت کے وہ خطیب لوگ ہیں، جو لوگوں کو تو نیکی کا حکم دیتے ہیں، لیکن اس کے بارے میں اپنے نفسوں کو بھول جاتے ہیں، جبکہ یہ کتاب کی تلاوت بھی کرتے ہیں، کیا پس یہ لوگ عقل نہیں رکھتے۔
----
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said, “I saw some men on the night of my ascension, whose lips were being sheared by scissors of fire. I said: O Gabriel, who are these people? Gabriel said: Preachers from your nation who commanded people to be righteous and they forgot it themselves, yet they recited the Book. Will they not reason?”
Musnad Ahmed - 275

*❗⌛Islamic Quiz⌛❗*
*↪ Only-Quran-Hadith Quiz ↩*
*Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne kuch logo ko dekha jinke hont aag ki kenchi se kaate Jaa rahe they*
*Sawal: Kaunse aamal ke sabab Unhein ye azab diya Jaa raha tha*
A: Logo ko beizaat karte
B: Logo ko taana dete
C: Gheebat karte
D: Bohtan lagate
E: Logo ko Neiki ka hukum dena aur khud ko bhul jana
F: Quran ki Aayat ko Beachne wale
G: Innmein se koi nahi
*H: Allahu Aalam*

*🎖️📚SAHIH JAWAB : G📚🎖️*
*Bismillahirrahmanirrahim*
*Mafhum e hadith: Allah Subhanahu se baht zyada ruju karne wale Namaz e Ishraq ki Hifazat karte hai*
------
Rasool-Allah Sallallahu Alalhi Wasallam ne farmaya Allah subhanahu ki taraf baht zyada ruju karne wala hi Ishraq ki namaz ki Hifazat karta hai aur ye ruju karne walo (Yani Tauba) ki Namaz hai
-----
رسول صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: ( اللہ تعالیٰ كی طرف) بہت زیادہ رجوع كرنے والا ہی اشراق كی نماز كی حفاظت كرتا ہے، اور یہ رجوع كرنے والوں( اوابین) كی نماز ہے
---
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said None preserve the forenoon prayer but the penitent. It is the prayer of the penitent.”
Al-Silsila-As-Sahiha - 772

*Sawal: Wo kaunsi Namaz hai Jisko pabandi se wahi adaa karte hai jo baht zyada Allah Subhanahu se tauba karte hai*
A: Tahajud
B: Fajr
C: Juma
D: Asar
E: Isha
F: Salat ul Tauba

Iss Channel Me Apko Daily Islamic Quiz Milegy In Shaa'Allah.
https://t.me/QuizIslamic
👆Is link ko click kar ke join karen, Aur is link ko aur bhi logo se share karen, apne liye sadqa e jariye banaye !!

*🎗️📜REFERENCE 📜🎗️*
----------------------------------------
*🎖️📚SAHIH JAWAB : G📚🎖️*
*Bismillahirrahmanirrahim*
*Mafhum e hadith: Logo ko khud ki burayee se mehfuz rakhna khud ki Zaat par Sadqa hai*
------
Rasool-Allah Sallallahu Alalhi Wasallam ne farmaya logo ko apne shar (burayee) se mehfuz kar do ye bhi ek Sadqa hai Jisay tum apne uper karoge
----
آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا لوگوں کو اپنے شر سے محفوظ کر دے کہ یہ بھی ایک صدقہ ہے جسے تم خود اپنے اوپر کرو گے۔
----
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said, Refrain from harming others for this will be regarded as a charitable deed for your own good.
Sahih Bukhari - 2518

*Sawal: Kaunse aamal ke liye farmaya gaya hai ye Sadqa hai jo tum khud apni uper karte ho*
A: Salam mein pehal karna
B: Maaf karna
C: Astagfar karna
D: Sabr karna
E: Burayee ko dil mein bura janna
F: Dusron ko Ilm seekhana
G: Innmein se koi nahi
*H: Allahu Aalam*
*↪ Only-Quran-Hadith Quiz ↩*
*Sawal: Kaunse aamal ke liye farmaya gaya hai ye Sadqa hai jo tum khud apni uper karte ho*
A: Salam mein pehal karna
B: Maaf karna
C: Astagfar karna
D: Sabr karna
E: Burayee ko dil mein bura janna
F: Dusron ko Ilm seekhana
G: Innmein se koi nahi
*H: Allahu Aalam*
*🎗️📜REFERENCE 📜🎗️*
----------------------------------------
*🎖️📚SAHIH JAWAB: G📚🎖️*
*Bismillahirrahmanirrahim*
*Mafhum e hadith: Neki ka hukum dena burayee se rokhne ki fazilat*
----
Rasool-Allah Sallallahu Alalhi Wasallam ne farmaya maine apne ek Ummati ko dekha Jiske pas Azab ke Farishte aaye to uska neki ka hukum dena aur burayee se rokhne wala aamal aaya aur usay us se mehfuz kar liya
------
رسول اللہ ﷺ نے فرمایا میں نے اپنے ایک امتی کو دیکھا جس کے پاس عذاب کے فرشتے آئے تو اسکا نیکی کا حکم دینا اور برائی سے منع کرنے والا عمل آیا اور اسے اس سے محفوظ کر لیا
----
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said . I saw a man of my nation to whom the angels of punishment came, and his enjoining good and forbidding evil came to save him from that.
Al-Mujam Al-Kabir - 39

*Sawal: Ek Shaks ke pas azab ke farishte aaye us waqt uske kaunse aamal ne usay azab ke Farishton se mehfuz kar liya*
A: Sadqa
B: Sila Rehmi
C: Roze
D: Allah Subhanahu ka zikr
E: Paaki
F: Namaz
G: Innmein se koi nahi
*H: Allahu Aalam*
*↪ Only-Quran-Hadith Quiz ↩*
*Sawal: Ek Shaks ke pas azab ke farishte aaye us waqt uske kaunse aamal ne usay azab ke Farishton se mehfuz kar liya*
A: Sadqa
B: Sila Rehmi
C: Roze
D: Allah Subhanahu ka zikr
E: Paaki
F: Namaz
G: Innmein se koi nahi
*H: Allahu Aalam*
*Sahih Jawab - G✅ (Jumme ke din Fajar ki namaz jamaat ke saath aada karna)*
*Hadith: Allah Subhanahu ke nazdik sabse Afzal Namaz Jumma ke din Fajr ki Namaz jamat ke saath adaa karna hain*
Reference📚:
-----------------
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya *Allah Subhanahu ke nazdik Afzal Namaz Jumma ke din Subha ki Namaz (yani Fajar ki Namaz) jamat ke saath adaa karna hain*
--------
نبی صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: اللہ كے نزدیک افضل نماز جمعہ كے دن صبح كی نماز باجماعت ہے۔
-------
Ibn Umar reported: The Messenger of Allah Sallallahu Alaihi wasallam, said, “Verily, the most virtuous of prayers to Allah Subhanahu is the dawn prayer in congregation on Friday.”
-------
*Al-Silsila-As-Sahiha 545-Sahih*

*Sawal: wo kaunsi namaz ke bare mein farmaya gaya hain ke Allah Subhanahu ke nazdik wo sabse Afzal behtar hain*
A: Tahhajjud
B: Chast
C: Jumme ki Namaz
D: Asar ki Namaz
E: Fajar ki Namaz
F: Isha ki Namaz
G: Inmein se koi nahi (Apna Sahih Jawab likhiye)
*H: Sahih Jawab ka Intezaar*